Jab tairi dhun main jia kartay thay
Ham bhi chup chap phira kartay thay
Aankhon main piyas huwa karti thi
Dil main tofan utha kartay thay
Log aatay thay ghazal sunnay KO
Ham tairi bat KIA kartay thay
Sach samajhtay thay tairay wadoon KO
Rat din ghar main raha kartay thay
Kissi wiranay main tujh say mil kar
Dil main KIA khila kartay thay
Ghar ki deewar sajanay ki khatir
Ham tiara nam likha kartay thay
Woh bhi KIA din thay tujhay bhula kar
Ham tujhay yad KIA kartay thay
Kal tujhay dekh kar yad aaya
Ham bhi kabhi MOHABBAT KIA kartay thay
Ham bhi chup chap phira kartay thay
Aankhon main piyas huwa karti thi
Dil main tofan utha kartay thay
Log aatay thay ghazal sunnay KO
Ham tairi bat KIA kartay thay
Sach samajhtay thay tairay wadoon KO
Rat din ghar main raha kartay thay
Kissi wiranay main tujh say mil kar
Dil main KIA khila kartay thay
Ghar ki deewar sajanay ki khatir
Ham tiara nam likha kartay thay
Woh bhi KIA din thay tujhay bhula kar
Ham tujhay yad KIA kartay thay
Kal tujhay dekh kar yad aaya
Ham bhi kabhi MOHABBAT KIA kartay thay